Title: Mowla ke pyarko hum Page: 5
Chord: C
Source: Taufiq Karmali - Preetam Pyare Geet - London
________________________________________________________________________
Male: Mowla ke pyar ko hum, naino mein sajayenge
Dil mein ulfat, aur zubanse, geet nurani gayenge~
Cho.: Mowla ke pyar ko hum, naino mein sajayenge
Dil mein ulfat, aur zubanse, geet nurani gayenge~
Mowla ke pyar ko hum
Verse 1
Male: Chhoti chhoti kaliyan hai hum ye, nurani gulshan ki
Cho.: Chotti chotti kaliyan hai hum ye, nurani gulshan ki
Male: Shaha Ali ke kadamon mein hai, umiden tan man ki~
Cho: Shaha Ali ke kadamon mein hai, umiden tan man ki~
Male: Rahemat ki barsaat hui, takdeer khili-hai momin ki
Cho: Taja-sajakar ayenge-jashmen-noor manayenge..dil mein..Geet..
Mowla ke pyar ko hum
Verse 2
Male: Ek kali iman ki, charchand bankar ayi hai
Batin ka mun mord ne ye, farman lekar ayi hai
Male: Mo-mino ki aan baan aur shan, lekar ayi hai
Cho.: Ranga-Ali ka, lekar-hum, duniya ko o sajayenge..dil mein...Geet..
Mowla ke pyar ko hum
Verse 3
Male: Ek kali who shaman hai, ilm aur ginan ki ~
Cho.: Ek kali who shaman hai, ilm aur ginan ki
Male: Taj banenge ulfat se, parvane deedar ke
Cho: Taj banenge ulfat se, parvane deedar ke
Male: Din-ki masti layenge, momino-ke gulzar se
Cho.: Tan-aur-man ki, kurbani se-rupko sajayenge..dil mein..Geet..
End: Mowla ke pyar ko hum..Dil...Aur..Geet....gayenge (Whole) +
Mowla ke pyar ko hum (6 x Fading)
____________________________________________________________________