Mowla hi Mowla Kiya Karo
Mowla Hi Mowla Kiya Karo, Naam na uska bhula karo (2)
Wo duniya ka Malik hai, Naam usika liya karo
Mowla Hi Mowla Kiya Karo, Naam na uska bhula karo
Mowla ab tum kab aaoge, ane ki rah dikhado (2)
Milte (?) jo hai ye tujse o, Dunya ke rakhwale (3)
Faryad hamari puri karo, Naam na uska bhula karo
Wo duniya ka Malik hai, Naam usika liya karo
Mowla Hi Mowla Kiya Karo, Naam na uska bhula karo
Ik Baar Agar tum Jalwa Dikhado, Phir na tume jaane de(n) (2)
Ye wo bandhan hai o Mowla, jo na tute na chute (3)
Aissa zulm na kiya karo, naam na uska bhula karo
Wo duniya ka Malik hai, Naam usika liya karo
Mowla Hi Mowla Kiya Karo, Naam na uska bhula karo
Naam na uska bhula karo (4)

- 9485 reads