nagji19

RASDA: NINTEENTH GEET

TUNE:BARSE BARSE

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA.

RAHEM BHARI AKHIYOn ME.

HO MAWLA, LAGI LAGAN,

KARLUn TERA MILAN.

PAHOnCHUn WALI YOn ME,

HO WALI YOn ME.

KAYSI HAI dUNIYA,

dUNIYA KE SAPNE,

SAPNO KA BAnDHAN, LAGTA KAYSA.

UMIdEn JU(TH)L JIVAN ME,

JAAGE HAR PAL TAN MAN ME.

MERI RUH BAnDHI HAI,

KA(D)IYOn ME, HO KA(D)IYOn ME.

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA,

RAHEM BHARI AKHIYOn ME.

HO MAWLA, LAGI LAGAN,

KARLUn TERA MILAN.

PAHOnCHUn WALI YOn ME,

HO WALI YOn ME - ---------------------------------------------------------------------------- 1.

MAWLA ALI SE TUn,

MAN KO MILALE.

SAdIYOn KE YE,

FERE MITA LE.

ALLAH KA NOOR HAI,

TUn PYAS BUJA LE.

AB TO MILI HAI,

JANAT KI RAHEn.

AHESAN KAYSA, MUJPE HUVA.

KE SAR JAB SAJdE KARTA HAI,

SAB-KUCHHE ROSHAN HOTA HAI.

MAIN KHEL RAHI HUn PARIYOn ME,

HO PARIYOn ME.

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA,

RAHEM BHARI AKHIYOn ME.

HO MAWLA, LAGI LAGAN,

KARLUn TERA MILAN

PAHOnCHUn WALI YOn ME,

HO WALI YOn ME.---------------------------------------------------------------------------- 2.

UNKO TO HAR EK

RUH KI KHABAR HAI.

KON AMIR HAI,

KON FAKIR HAI.

CHHUTEGA JIVAN,

KOYI NA AMAR HAI.

NEKI KAMALE, KAL JANE KYA HO.

PAPOn SE TUNE, JO TAUBA KIYA.

U(TH)EGA PERdA AnKHOn SE,

JIVENKI JU(TH)I BATOn SE.

PAHECHAN HOGI TERI NABIYOn SE,

HO NABIYOn SE.

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA,

RAHEM BHARI AKHIYOn ME.

HO MAWLA, LAGI LAGAN,

KARLU(n) TERA MILAN

PAHOnCHUn WALIYOn ME,

HO WALI YOn ME ------------------------------------------------------------------------------ 3.

GITOn ME TERI,

SHAN FELAdUn.

MOKE PE EK,

GAZAL SUNAdUn.

TERE LIYE MAWLA,

SABKUCHH LUTAdUn.

(DH)UN(DH)E SAHARA, ABDUL TUMHARA.

GITOn ME GAUn, TARIF TERI.

O MAWLA, RAHEMAT TERI HAI YE,

dUA SE SAJI DHAJI HAI YE.

MERI SAnS CHALTI HAI KHUSHIYOn ME,

HO KHUSHIOn ME.

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA,

RAHEM BHARI AKHIYOn ME.

HO MAWLA, LAGI LAGAN,

KARLUn TERA MILAN

PAHOnCHUn WALI YOn ME,

HOWALI YOnME ------------------------------------------------------------------------------ 4.

BARSE BARSE, NOOR KI NAZARIYA

RAHEM BHARI AKHIYOn ME

HO MAWLA, LAGI LAGAN

KARLUn TERA MILAN

PAHOnCHUn WALI YOn ME,

HO WALI YOn ME.


back to Table of content